Allah Agar Taufiq Na De

Embed Size (px)

Citation preview

Allah agar taufiq na de, Insaan ke bas ka kaam nahi, Faizan-e-mohabbat aam sahi, irfa-ne-mohobbat aam nahi.

( taufiq= some godly gift; faizan= for own benefit; irfa= to hold one's promise)

ya rab, ye makaan-e-ishq hai kya, woh deeda dil ka kaam nahi, taskeen to hai aur taskeen nahi, araam hai aur araam nahi.

(taskeen= dilaso, santvana; deeda= eyes maybe)

kyun mast-sharaab-e-.(shukra), taskeen tavajjo par laaye, awaaz-e-shikaasta dil hi to hai, awaaz -e- shikaasta haal nahi

(shukra= ehsaan; tavajjo= to look somewhere, concentrate on; shikast= defeat)

aana hai to bazm-e- jaana mein, pindaar-e-khudi ko tod ke aa, ae hosh-o-khiraad ke deewane, yahaan hosh-o-khirad ka kaam nahi.

(khiraad= brains, intellect; pindaar= khyal, pride)