4
FAJR ZOHAR ASAR MAGRIB ESHA

q Azan Amaz Chart Excel

Embed Size (px)

DESCRIPTION

Qaza namaz chart

Citation preview

Page 1: q Azan Amaz Chart Excel

FAJR

ZOHAR

ASAR

MAGRIB

ESHA

Page 2: q Azan Amaz Chart Excel

Assalam u Alaikum

Yeh Chart aap Print Karwalain our Yeh Aik Saal (One Year) Ka chart hai es per jasa jasa jo bhi namazain parhte rahain wo tick karte jayain es tarah jab yeh aik paper mukamal hojaye tu dusira paper esi tarah ka banalain.Es paper ko aik plastic sheet ka lifafa (Envelpe) banalain our us main hifazat se rakhain.Yaad Rahe sab se Pehly hisaab lagalain kah aap ki katna Years ki namaz Qaza hoe hai phir us hiaab se aap top per Likh lain Jasa agar kisi ki 8 years ki namaz hai tu top per likhe ga 1 out of 8 esi tarah 2nd year main 2 out of 8. Es tarah INSHALLAH AZAWAJAL aap apni Qaza Namazain parhte parhte pori zindagi ki Qaza Namazain parhlain ge.Yaad Rahe Qaza Namazain Kisi per Zahir nahin karni hain es paper ko apna pass dusiron ka samina mat parhain our likhain ghar per ya kisi aisi jagah per tick karain jahan per aap ko pata ho kah koi poche ga nahin kah kia kar rahe hain.Islami bhai Masjid wagira main agar nawafil ki jagah Qaza namaz parhan chahain tu parh saqte hain lakin yeh dehan rahe kah koi poche nahin kah yeh kia parh rahe ho warna ghar per hi parhna bahtar hai.ALLAH AZAWAJAL se dua hai kah hum sab ko apni Qaza Namazain jald iz jald ada karna ki tufeeq ata farmaye. Ameen

http://www.trueislam.info

If you want some changes in QazaNamazChart Sheet the Password is : qazanamaz