Lyrics to Honton Se Chhoo Lo Tu1

  • Upload
    sumit-7

  • View
    133

  • Download
    8

Embed Size (px)

Citation preview

EM+Lyrics to Honton Se Chhoo Lo Tum: Hm mm mm mm, hm hm hm hm hm hm hm (Honton se chhoo lo tum Mera geet amar kar do) - 2 Ban jaao meet mere Meri preet amar kar do Honton se chhoo lo tum Mera geet amar kar do (Na umr ki seema ho Na janm ka ho bandhan) - 2 Jab pyaar kare koi To dekhe keval mann (Nayi reet chalaakar tum Yeh reet amar kar do) - 2 (Aakaash ka soonapan Mere tanha mann mein) - 2 Paayal chhankaati tum Aa jaao jeevan mein Saansein dekar apni Sangeet amar kar do Sangeet amar kar do Mera geet amar kar do (Jag ne chheena mujhse Mujhe jo bhi laga pyaara) - 2 Sab jeeta kiye mujhse Main har dam hi haara (Tum haarke dil apna Meri jeet amar kar do) - 2 Honton se chhoo lo tum Mera geet amar kar do

(

EM

Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho )- 2 ( Kya Gham Hai Jisko Chhupa Rahe Ho )- 2 Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho [ Tum Itna Jo Muskura Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ] ( Aankhon Mein Nami, Hansi Labon Par )- 2 ( Kya Haal Hai Kya Dikha Rahe Ho )- 2 Kya Gham Hai Jisko Chhupa Rahe Ho Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho ( Ban Jayenge Zehar Peete Peete )- 2 ( Yeh Ashq Jo Piye Ja Rahe Ho )- 2 ( Jin Zakhmon Ko Waqt Bhar Chala Hai )- 2 ( Tum Kyon Unhe Chhedhe Ja Rahe Ho )- 2 Kya Gham Hai Jisko Chhupa Rahe Ho Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho ( Rekhaon Ka Khel Hai Muqaddar )- 2 ( Rekhaon Se Maat Kha Rahe Ho )- 2 ( Kya Haal Hai Kya Dikha Rahe Ho )- 3

G#M

Hosh Walon Ko Khabar Kya LyricsJagjit Singh

hoshwaalo.n ko khabar kya bekhudii kya chiiz hai ishq kiiji'e phir samjhi'e zi.ndagii kya chiiz hai unse nazar kya milii roshan fizaa'e.n ho ga'ii.n aaj jaana pyaar kii jaaduugarii kya chiiz hai khultii zulfo.n ne sikhaa'ii mausamo.n ko shaayarii jhuktii aa.nkho.n ne bataaya maikashii kya chiiz hai ham labo.n se kah na paa'e unse haal-e-dil kabhii aur voh samjhe nahii.n yeh khaamoshii kya chiiz hai

Fm

Hungama Hai Kyon Barpa, Thodi Si Jo Pii Lii Hai Daakaa Toh Nahin Daalaa Chori Toh Nahi Kii Hai Naa Tajurbakaari Se Vaaiz Kii Ye Baatein Hai Is Rang Ko Kyaa Jaane Puchho Toh Kabhi Pii Hai Us Mein Se Nahi Matlab, Dil Jis se Hai Begaanaa Maqasudd Hai Us Main Se Dil Hii Mein Jo Khinchati Hai Vaa Dil Mein Ki Sadame Do Yaa Kee Mein Ke Sab Sah Lo Unkaa Bhi Ajab Dil Hai Mera Bhi Ajab Jii Hai Har Zarra Chamaktaa Hai Anwar-e-Ilaahi Se Har Saans Ye Kehati Hai Hum Hai To Khuda Bhi Hai Suraj Mein Lage Dhabba Fitrat ke Karishme hai Boot Hum Jo Kahi Kaafir Allah Ke Marzi Hai

FmLyrics to Chupke Chupke Raat Din: Oh oh oh, aah aah, oh oh oh, oh ho ho Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai - 2 Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai Khench le na voh mera parde ka kona daffatan - 2 Aur dupatte se tera voh munh chhupaana yaad hai Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai Do paher ki dhoop mein mere bulaane ke liye - 2 Voh tera kothe pe nange paaon aana yaad hai Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai Hm mm mm hm, aah aah, mm mm mm mm, mm mm mm hm mm

Hindi Lyrics:

F#mTeri nigaah se aisi sharab pi maine ki phir na hosh ka daava kiya kabhi maine woh aur honge jinhe maut aa gayi hogi nigaahen yaar se paayi hai zindagi maine (ai gam-e-zindagi - 2 kuchh to de mashwara) 2 ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - 2 main kaha jaaun hota nahi faisala ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - 2 ek taraf baam par koi gulpham hai ek taraf mehfilen bada-o-jaam hai - 2 dil ka donose hai kuchh na kuchh hai vaasta ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - 2 usake dar se utha to kidhar jaaunga maikada chhod dunga to main marr jaaunga - 3

sakht mushkil mein hoon kya karu ai khuda ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - 2 zindagi ek hai aur talabgar do jaan akeli magar jaan ke haqdaar do - 2 dil bata pehele kiska karu hak ada ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - 2 is taaluk ko main kaise todu jafar kisko apanaau main kisako chodu zafar - 3 mera donose rishta hai nazdik ka ek taraf usaka ghar ek taraf maikada - 2

F#M

sabko malum he meSabko maloom hai main sharabi nahin Phir bhi koi pilaye to main kya karoon Sabko maloom hai main sharabi nahin Phir bhi koi pilaye to main kya karoon Sirf ik baar nazron se nazren milen Sirf ik baar nazron se nazren milen Aur kasam toot jaye to main kya karoon Aur kasam toot jaye to main kya karoon Mujho maikash samajhte hain sub vadakash Mujho maikash samajhte hain sub vadakash Kyunki unki tarah ladkadhata hoon main Meri rag rag mein nasha mohabbat ka hai Meri rag rag mein nasha mohabbat ka hai Meri rag rag mein nasha mohabbat ka hai Jo samajh mein na aaye to main kya karoon Sirf ik baar nazron se nazren milen Sirf ik baar nazron se nazren milen Aur kasam toot jaye to main kya karoon Aur kasam toot jaye to main kya karoon Haal sunkar mera sehme sehme hain vo Haal sunkar mera sehme sehme hain vo Koi aaya hai zulfen bikhere hue Maut aur zindagi dono hairaan hain Maut aur zindagi dono hairaan hain Maut aur zindagi dono hairaan hain Dum nikelne na paaye to main kya karoon Sirf ik baar nazron se nazren milen Sirf ik baar nazron se nazren milen Aur kasam toot jaye to main kya karoon Aur kasam toot jaye to main kya karoon Kaisi lat, kaisi chahat, kahan ki khata Kaisi lat, kaisi chahat, kahan ki khata Bekhudi mein hai Anwar khudi ka nasah Zindagi ek nashe ke siva kuch nahin Zindagi ek nashe ke siva kuch nahin Zindagi ek nashe ke siva kuch nahin Tumko peena na aaye to main kya karoon

Sirf ik baar nazron se nazren milen Sirf ik baar nazron se nazren milen Aur kasam toot jaye to main kya karoon Aur kasam toot jaye to main kya karoon Sabko maloom hai main sharabi nahin Phir bhi koi pilaye to main kya karoon Phir bhi koi pilaye to main kya karoon Phir bhi koi pilaye to main kya karoon Phir bhi koi pilaye to main kya karoon Phir bhi koi pilaye to main kya karoon

Emye intezaar galat ki shaam ho jaaye jo ho sake to abhi dor jaam ho jaaye mujh jaise rind ko bhi toone hashar mein ya rab bula liya hai to kuchh intezaam ho jaaye huyi mehengi bahot hi sharaab ke thodi thodi piya karo piyo lekin rakho hisaab (ke thodi thodi piya karo) - 3 huyi mehengi bahot hi sharaab ke thodi thodi piya karo gam ka daur ho ya ho khushi sama bandhati hai sharaab - 3 ek mashwara hai janaab (ke thodi thodi piya karo) - 3 huyi mehengi bahot hi sharaab ke thodi thodi piya karo dil ke zakhm ko sina kya pine ke liye jina kya - 3 phoo daale jigar ke sharaab (ke thodi thodi piya karo) - 3 huyi mehengi bahot hi sharaab ke thodi thodi piya karo dilbar ki baato mein nasha zulfon mein nasha aankhon me nasha - 3 maise padake usaka shabaab (ke thodi thodi piya karo) - 3 huyi mehengi bahot hi sharaab ke thodi thodi piya karo

piyo lekin rakho hisaab (ke thodi thodi piya karo)

EbMAaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Yunhi pehlu mein bethey raho Yunhi pehlu mein bethey raho Aaj jaane ki zid na karo Haaye mar jaayein ge Hum to lutt jaayein ge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Tumhi socho zara kyu\'n na rokein tumhey jaan jaati hai jab uth ke jaatey ho tum jaan jaati hai jab uth ke jaatey ho tum tum ko apni qasam jaan-e-jaa\'n baat itni meri maan lo Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Waqt ki qaed mein zindagi hai magar Waqt ki qaed mein zindagi hai magar chand gharriya\'n yahi hain jo aazaad hain chand gharriya\'n yahi hain jo aazaad hain inko khho kar kaheen jaan-e-jaa\'n umr bhar na tarastey raho Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Kitna masoom aur rangeen hai yeh sama husn aur ishq ki aaj me\'raj hai husn aur ishq ki aaj me\'raj hai kal ki kis ko khabar jaan-e-jaa\'n rok lo aaj ki raat ko Aaj jaane ki zid na karo Yunhi pehlu mein bethey raho Yunhi pehlu mein bethey raho Aaj jaane ki zid na karo

GMChaand bhi dekha Phool bhi dekha Baadal bijli titli jugnu Koi nahin hai aisa Tera husn hai jaisa Tera husn hai jaisa Meri nigaah ne ye kaisa khwaab dekha hai Zameen pe chalta hua mahathab dekha hai Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Kiska chehra Kiska chehra ab main dekhoon Tera chehra dekhkar Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Neend bhi dekhi Khwaab bhi dekha Neend bhi dekhi Khwaab bhi dekha Choodi bindiya darpan khushboo Koi nahin hai aisa Tera pyaar hai jaisa Tera pyaar hai jaisa Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Kiska chehra Kiska chehra ab main dekhoon Tera chehra dekhkar Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Rang bhi dekha Roop bhi dekha Rang bhi dekha Roop bhi dekha Rasta manzil saahil mehfil Koi nahin hai aisa Tera saath hai jaisa Tera saath hai jaisa Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar Kiska chehra Kiska chehra ab main dekhoon Tera chehra dekhkar Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar

Bahut khoobsuat hai aankhein tumhaari Bana dijiye inko kismat hamari Usay aur kya chaahiye zindagi mein Jise mil gayi mohabbat tumhari

EbmSinger: Ghulam Ali

Lyrics: Qaiser ul Jafri

Hum Tere Shehar Mein Aaye Hain Musafir Ki Tarah Sirf Ek Baar Mulaqaat Ka Mauqa De De Meri Manzil Hai Kahan Mera Thikana Hai Kaha Subah Tak Tujh Se Bichhad kar Mujhe Jaana Hai Kaha Sochne Ke Liye Ek Raat Ka Mauqa De De Apani Aankho Mein Chhupa Rakkhe Hai Juganu Meine Apani Palko Pe Saja Rakkhe Hain Aansu Meine Meri Aankho Ko Bhi Barsaat Ka Mauqa De De Aaj Ki Raat Mera Dard-e-Muhaabat Sun Le Kap Kapate Huae Hotho Ki Shikaayat Sun Le Aaj Izhaar-e-Khayaalat Ka mauqa De De Bhulana Tha Toh Ye Iqraar kiyaa hi Kyuu Tha Bewafa Tune mujhe Pyar Kiya Hi Kyun tha Sirf Do-Chaar Sawalat Ka Mauqa De De Hum Tere Shehar Mein Aaye Hain Musafir Ki Tarah Sirf Ek Baar Mulaqaat Ka Mauqa De De

zookeen zookeen see najarDmzookeen zookeen see najar bekaraar hain ke naheen dabaa dabaa saa sahee dil mein pyaar hain ke naheen too apane dil kee jawaan dhadakanon ko gin ke bataa meree tarah teraa dil bekaraar hain naheen wo pal ke jis mein mohabbat jawaan hotee hain us ik pal kaa tuze intajaar hain ke naheen teree ummeed pe thhukaraa rahaa hoo duniyaan ko tuze bhee apane pe ye ayetabaar hain ke naheen Join our Lyrics Community - Identify - Request - Translate - Review - And More

andi jaisa rang hai tera

AMEk tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal Chandi jaisa Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal Jis reste se tu gujre, voh phoolon se bhar jaye Jis reste se tu gujre, voh phoolon se bhar jaye Tere pair ki komal aahat sote bhaag jagaye Jo patthar choo le gori tu voh heera ban jaye Tu jisko mil jaye voh, tu jisko mil jaye Vo ho jaye malamal Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal Jo be-rang ho us par kya kya rang jamate log Jo be-rang ho us par kya kya rang jamate log Tu naadaan na jane kaise roop churate log Nazaren bhar bhar dekhen tujhko aate jaate log Chail chabeeli rani thoda, Chail chabeeli rani thoda ghoonghat aur nikaal Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal Dhanak ghata kaliyan aur tare sub hain tere roop Dhanak ghata kaliyan aur tare sub hain tera roop Ghazalen hon ya geet hon mere sub mein tera roop Yunhi chamakti rahe hamesha tere husn ki dhoop Tujhe nazar na lage kisi ki Tujhe nazar na lage kisi ki Jiye hazaron saal Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal

Dil mein ek laher si utthi hai abhiDil mein ek laher si utthi hai abhi (2) Koi taaza hawa chali hai abhi Dil mein ek laher si utthi hai abhi shor barpa hai khana-e-dil mein(2) koi deewar si giri hai abhi (2) koi taza hawa chali hai abhi Dil mein ek laher si utthi hai abhi kuchh to nazuk mizaaj hain hum bhi (2) aur ye chote bhi nayi hai abhi koi taza hawa chali hai abhiFind More lyrics at www.sweetslyrics.com

Dil mein ek laher si utthi hai abhi yaad ke be-nishaan jazeeron se(2) teri awaaz aa rahi hai abhi(2) koi taza hawa chali hai abhi Dil mein ek laher si utthi hai abhi shehar ki be-charaagh galiyon mein(3) zindagi tujh ko dhoondti hai abhi koi taza hawa chali hai abhi Dil mein ek laher si utthi hai abhi

Tere baare mein jab socha nahin thaa,Tere baare mein jab socha nahin thaa, main tanha thaa magar itna nahin thaa Teri tasveer se karta thaa baatein, mere kamre mein aayina nahin thaa. Samandar ne mujhe pyaasa hi rakha, main jab sahera mein thaa pyaasa nahin thaa.

Manaane ruthne ke khel mein hum, bichhad jaayenge ye socha nahin thaa. Suna hai band kar li aankhein usne, kai raaton se wo soya nahin thaa. ***

Piya nahin jab gaon meinPiya nahin jab gaon mein, Aag lage sab gaon mein,

EMKitni mithi thi Imli, Sajan the jab gaon mein.

s Unke jaane ki tareekh, Dangal tha jab gaon mein, s Likhne wale aahe likh, Lautoge jab gaon mein, s Maan ka sauda maan ke mol, Kaisa hain Mazhab gaon mein.

Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar Kisi Ko Dekhna Ho Gar GMYe Tera Ghar Ye Mera Ghar Kisi Ko Dekhna Ho Gar To Pehle Aake Maang Le Meri Nazar Teri Nazar Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar Ye Ghar Bahut Haseen Hai Ye Ghar Bahut Haseen Hai Ye Ghar Bahut Haseen Hai Na Baadlon Ke Chhaon Mein Na Chandni Ke Gaaon Mein Na Phool Jaise Raaste Bane Hain Iske Vaaste Magar Ye Ghar Ajeeb Hai Zameen Ke Kareeb Hai Ye Eent-Pattharon Ka Ghar Hamaari Hasraton Ka Ghar Ye Tera Ghar... Jo Chaandni Nahin To Kya Ye Roshni Hai Pyaar Ki Dilon Ke Phool Khil Gaye To Fikr Kya Bahaar Ki Hamaare Ghar Na Aayegi Kabhi Khushi Udhaar Ki Hamaari Raahaton Ka Ghar Hamaari Chaahaton Ka Ghar Ye Tera Ghar... Yahan Mahak Wafaaon Ki Mohabbaton Ka Rang Hai Ye Ghar Tumhara Khwaab Hai Ye Ghar Meri Umang Hai

Na Aarzoo Pe Qaid Hai Na Hausle Pe Jung Hai Hamaare Hauslon Ka Ghar Hamaari Himmaton Ka Ghar Ye Tera Ghar...