Allah Har Jagah Moujood Hai

Embed Size (px)

DESCRIPTION

islamic

Citation preview

Jab Allah hi har jagah maujood he to phir mein kis jagah maujood hoon? Yani har shan me wohi maujood he- koi iska gair nahin- Aey talibo me tumhare saath har jagah hoon Aankho me aur dilon me mein hi samaya hoon WAYAS-TAU-NA-KA AHAQQUM HUV-A QUL IY-A WARA-BBI INNAHU LAHAQQU- Aey Mohammed sallallaho alaihiwasallam aap se puchhte he kya ye haq he? - kahe ha qasam he mere rab ki ye haq he Tasdeeq Hui ye bat ki haq hi haq he gair haq maujood hi nahin aur na tha - IQRA-A KITABAK-A KAFA BINAFSHIK-AL YAUM-A ALAIK-A HASIBA - Padh tu apni kitab kafi he Teri jaan hi aaj ke Roz tere par muhasib Aey insan apni kitab-e- haqqeqat ki waraq girdani kar ke tu kon he ? To tujhe maloom hoga ki tu rooh he - aur rooh alarawah se mutaheed he - Teri zat zat-e-baritala ki gair nahin aur jisko tu apna muhasib samjha hua he woh baad Al-marifat Teri hi zat niklegi-Yaani tu khud hi apne par muhasib hoga- Pesh jisne pehchan liya apne aap ko usne pehchan liya Allah ko is liye ki Allah musal aaina Saaz ke he , surat-e-insan musal aina ke aur rooh musal aks ke he - Aina-e-saaz yani Allah apne aks yani rooh se keh sakta he - AEY MERE DIL SHAIDA JO TU HE WOHI MEIN HU PHIR KISLIYE PARDAH JO TU HE WOHI MEIN HU AINA BANAYA PHIR AKS SE YUN BOLE KYUN BAAT NAHIN KARTA JO TU HE WOHI MEIN HU.