70
30 May 2009 1

Planning: Islamic perspective

Embed Size (px)

Citation preview

Page 1: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 1

Page 2: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 2

Page 3: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 3

Aaj ka

unwaan!!

Mansooba bandhi –

planning

Iblaaq – Communi

cation

Afraadsaazi – people for plans

Page 4: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 4

Quran ki awaaz! Aye logo jo eemaan la’ey ho!

Allah se daro!aur hur shaks yeh dekhey ke us nay kal ke liye kya saamaan kiya hai.Allah se darthey raho. Yaqeenan Allah tumahray un sab a’maal se ba-khabr hai jo tum karte ho!

Page 5: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 5

Give me some advice

Judge each matter by its disposition.

If you see good in its outcome, carry on with it;

but if you fear transgressing the limits set by Allah, then abstain from it.

Page 6: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 6

1. Humay mustaqbil par jhaank kar deghna hai ke jo kaam hum karnay jaarahe hai us ka anjaam kya hoga – yehi hai planning

Page 7: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 7

3. Kisi kaam ku karna hai ya na karna hai ka faisla hum mustaqbil par jhaank kar deghnay ke baad hi karengay – yeh hai andaaza

Page 8: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 8

3. Sahih kya hai? Aur qalat kya hai?kamiyabi kya hai aur naakaami kya hai?Is ka faisla hum Allah ke hudood ki buniyaad par karenge.yeh planning bhi hai aur andaaza bhi

Page 9: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 9

Planning ke aham ajzaa!

Page 10: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 10

Mansooba bandhi ki ahamiyat Biriyani banana hain to bhi..!

Page 11: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 11

Mansooba bandhi ki ahamiyat Joota phenkna hai to bhi…!

Page 12: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 12

Theen buniyadi usool!

Aane wali kal ki

tashkeel aur ta’meer

nataa’ej ka sahih

paimaana

Nasbul a’in nigah

pe rahe!!

Page 13: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 13

Theen buniyadi usool1. Nasbul a’in nigah pe rahe!!2. Aane wali kal ki tashkeel aur ta’meer3. Kaam ke nataa’ej ka sahih paimaana nigahon

me rahe! Mu’asir rakhne ke liye ye theeno par

nigahen jama rakhne ki zaroorat hain.

Page 14: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 14

Swallow ka paigham! Swallow Ek chudiya ka

naam hay! Woh ek dilkash

chudiya! Har saal March 19 ku

swallow californea mein dekha ja sakta hain

October 23 ku woh Argentina palad jaatey hain!

Page 15: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 15

Swallow ka paigham!

Arjentinaa aur californea ke darmiyan ka fasila hain 10000 Kms!

Page 16: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 16

Swallow ka paigham!

Nayi dehli aur sheher-e-madraske darmiyan ka fasila hain2380kms!

Page 17: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 17

Swallow ka paigham!

Raasta bhar paani hi paani! Samandar!

Swallow teerna nahin jaanti!

Bhook… khanaa? Pyaz.. Peena? Aaraam… Rukna? Kya karegi swallow?

Page 18: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 18

Swallow ka paigham! Haqeeqat-e-Haal Jaan ne ke

liye neo-tropical birds Ornithologists ki ek team argentina gayee.

Inkishaaf chonk ka dene wali hain

Kaadi…! Khane ke liye…! Peene ke liye..! Aaraam karne ke liye..! Sab ke liye kaati…! Parvaz ke waqt har lamha mu

main kaadi..! Kaati agar chuhd kar gir gayee

to samjho swallow mar gayee.

Page 19: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 19

Swallow, kaati aur sabaq!! Allah aur uske rasool(sal)

hum sab ku ek kaadi diye hain

Woh he hamara nasbul ain!

Hum har din har raat har pal use thaame rehna hain!

Mansooba bandhi ki pehli sabaq yehi hain!

Page 20: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 20

Nasbul a’in nigah pe rahe!!

1. Tanzeem ku us ka maqsad us ki jaan aur rooh ki haisiyat rakhta hai.

2. Yeh maqsad hamesha shawoori thor par wazey rehna chchahiye.

3. Wasaayil aur iqdaamaat usi ki Qatir hone chchahiye.

Page 21: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 21

Nasbul a’in nigah pe rahe!!

Huzur (Pbuh)Haath….

Jannat koi khayali puluv nahin!Dekhte theh

Mahsoos karte theh

Page 22: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 22

Nasbul a’in nigah pe rahe!!

Murda Aur zinda main faraq kya hai?

Page 23: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 23

2. Aane wali kal ki tashkeel aur ta’meer Kal wahi kal tulooh hogi, jis ke liye Aaj

kaam kiya jayega! Aaj agar hum woh kaam nahin kar rahay

hain jis se kal tulooh hoga to- Ek aaj ke baad aur ek aaj, phir ek aaj, phir

ek aaj aati rahegi aur woh kal kabhi nahi aayegi.

Tomorrow never comes Jogging!!!

Page 24: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 24

3. Kaam ke nataa’ij ki sahih paimaana nigah may rahe!

Nataa’ij tanzeem may nahin! Nataa’ij samaaj may dekha jayega! Arkaan ki ta’daat sau se hazaar ho

jayen to bhi koyi faraq nahin padne wala! – agar samaj may asarat nahin to!

Page 25: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 25

3. Kaam ke nataa’ij ki sahih paimaana nigah may rahe!

Police ki karkirdgi ka paimana kya hai?

Drill? Uniform? Discipline? Balke crime

rate par Qabu?

Page 26: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 26

3. Kaam ke nataa’ij ki sahih paimaana nigah may rahe! Police ki karkirdgi ka

paimana kya hai? Drill? Uniform? Discipline? Balke crime rate par

Qabu?

School buildings? Infra structure? 300 teachers 10000 students? Asal cheez kya

hai? Students kya

bane? Woh muashire may

kya kare?

Page 27: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 27

3. Kaam ke nataa’ij ki sahih paimaana nigah may rahe! Ijtima’aat ki kasrat se… Kitaabon ki sale se… Library jaandaar rehne se… Kaamiyaab tareeeen programmon se.. Samarasam, dawat, zindagi ki pahunch

se.. Hungamaa ghez conferencon se… Kuch bhi nahin hone wala! Muashiray may kya asarat hain? Wahi

dekhna hai.

Page 28: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 28

1. Tanzeem hi sab kuch nahin hain!!

Page 29: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 29

1. Tanzeem hi sab kuch nahin hain!! Tanzeem khud maqsood ban jaana hi sab

se bada khathra hai!

Page 30: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 30

2. Sawal karna sikho!! Sawal karne ki himmat aur jurrat tanzeem

ku honi chchaahiye! Yeh sawaal bada seedha sawal hai. Lekin

is ku karna mushkil hai! Is ku karne ke liye badi himmat ki zaroorat

hai! Woh muqtasar aur seedha sawaal hai.

KYON? Jo kuch bhi hum kar rahe hain kyon kar

rahe hain?

Page 31: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 31

Yeh ijtima kyon? Kis liye?

Page 32: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 32

Circular agar bheja jaaraha hey to kyon?

Page 33: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 33

Tarbiyati programme

murattab karna he to

kyon?

Page 34: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 34

Mulk kayr muhim agar chalaana hay to kyon?

Page 35: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 35

Shoora ka agar ijlas ho to kyon?

Page 36: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 36

Kisi kam ku shru karne se pehle

bhi, usku karte huvay

bhi aur usku khatam karne ke

baad bhi kyon?

Page 37: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 37

Ek aham sawaal!Kyon?

Page 38: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 38

3. Mansooba bandhi!A. Mustaqbil ke baare may ek

naqshaB. Kal ke kaam ka andaza hona haiC. Mustaqbil ke liye ahdaaf hona haiD. Tarjihaat ka qayem karna bada

zaroori hai

Page 39: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 39

A. Mustaqbil ke baare may ek naqsha

Mustaqbil ka ek andaza Forecast karna zaroori hai

Kal kya ho sakta hai? Kon se hareef kal ke liye kya programme

rakhte hai? Social trends kya honge? Kis qism ke masa’yil ka samna karna

hoga? Kya kya muwaaqe paida honge?

Page 40: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 40

B. Kal ke kaam ka andaza hona hai - I Ek qadam se doosra qadam phir bhi… Andaza ye nahi – ke aaj do arkan hai to kal

sau arkaan honge – Andaza is baat ki ke samaaj main nufooz ki

raahen kahan se talaash ki jaayen? Asaatiza, officials, thinkers, actors, writers,

journalists, politicians – samaaj ki public opinion ku mould karne waale se rabth kaisa ho?

Awaam ki soorat-e-haal kya hai?

Page 41: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 41

B. Kal ke kaam ka andaza hona hai - II Kitne zaaten hain? Kitne social groups hain? Kis qism ki nazriyaten ubhar rahe hain? Haalaat se bakhabar rehna bay-had

zaroori hai. Town/city/village aabaadi kitni hai? Muslim

tanasub kitni hai? Ba asar log kitne hain?

Page 42: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 42

B. Kal ke kaam ka andaza hona hai - III Kitne zaaten hain? Kitne social groups hain? Kis qism ki nazriyaten

ubhar rahe hain? Haalaat se bakhabar rehna

bay-had zaroori hai. Town/city/village aabaadi

kitni hai? Muslim tanasub kitni hai?

Ba asar log kitne hain?

Hoshiyar general ki tarah us ku dushman ke morchey, hareef ki taaqat, haleef ki quwwat aur aane waale haalaat sab ka andaza ho. Isi soorat may aage badhney ki tayyaari ho sakthi hai.Moulana Moududi

Page 43: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 43

C. Mustaqbil ke liye ahdaaf!! Mustaqbil ke liye ahdaaf ki ta’yeen zaroori

hai Potentials kya hain? Us ka ilm hona zaroori

hai. Bulund azaa’im hona chaahiyay! AIM HIGH! Buland aur aalaa ahdaaf mutayeen karna

hai.

Page 44: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 44

D. Tarjihaat ku Qayem karna! Jo kaam aap karna chahenge us ke liye

aap ke paas pooray vasaayil moujud ho – yeh na mamkin hai.

Yeh achcha kaam hai – ise to zaroor karna hai

Yeh kaam to bada zaroori hai – ise kaise chchohda ja saktha hai!

Kaamon ki fehrist lambi hoti chali jayegi aur tanzeem bojhal aur ghair mu’assar hoti chali jayegi

Page 45: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 45

D. Tarjihaat ku Qayem karna! - II Kya karna hai? Kyon karna hai? Kon karega ya kon karenge? Kahan karna hai? Kab karna hai? Kaise karna hai? In sawalaat ke jawaabat haasil karne ke

baat kaam karna hai. Warna sab kagaz ki zeenat ban kar rehjaayenge.

Page 46: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 46

4. Imkanat par nigaahen markooz ho!! Say NO to problems! Always be in search of possibilities! Masaayil be shumaar hain. Insaani masaayil

Page 47: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 47

5. Halka pulka hona chchahiyay! Hulky pulky cheez ziyada tez raftaari ke

saat aage badh sakegi. Bhari bhar kam aur bhojhal cheez ke liye

chalna aur tez raftari ke saat aage badhna dushwari hai

Weight kam karo – doctoron ka standard advice hai

Light weight militaries always succeed.

Page 48: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 48

5. Halka pulka hona chchahiyay! Sirf do baaton par nishaand hi kar dena

munasib hoga1. Ijtima’at ki kasrat2. Committeeyon ki bharmaar

Ijtima’at Uteh tho ijtima, kadhe tho ijtima, bhetey tho ijtima! Yeh kya majra hai?haftawari, maahaana, khusoosi, hungami, sehmaahi, saalana, etc etc

Page 49: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 49

5. Halka pulka hona chchahiyay! Ijtima’at zaroori hain

kisi ku usme itiraaz nahin Lekin Ijtima’at munaqad karne se pehle

hum apne aap sawaal karlena zaroori hai.Kyon? Kyon? Kyon? Kis liye?

Page 50: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 50

6. Waqt hi sarmaya hai..! Real asset is not money

Real asset is idea and man Ijtima ke liye aqraajaat

Rs 10,000/-90 mandays afraadi ayyaam!

Page 51: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 51

7. Ijtihad karna hai..! Lakheer ke fakir nahin ban-na Kam may jiddat apna-na Zara had-ke soochna Think out of box Fresh thinking within Quran and Hadith Moulana Rahmathullah Shareef

Nashta School

Page 52: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 52

Pehle hi brand math lagaana! Moulana Munawar Hussain

Page 53: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 53

Pehle hi brand math lagaana! Moulana Ghulam Azam Sahib!

Page 54: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 54

Iblaaq - Communication Ijtimayi kavishe ki kaamiyabi

communication par munhasar hai. Mansooba bandhi ke liye bhi mansooba ku

rooba-e-amal lanay may bhi iblaaq ki haisiyat nihaayat aham hai.

Ek group may moujud har fard ku yeh shawoor hona chaahiye ke us ku kya kam karna hai aur kyon karna hai aur kis liye karna hai.

Page 55: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 55

Iblaaq - Communication Ek glass paani lao! Signal

Page 56: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 56

Iblaaq ke chaar ajzaa!Sender – paigham irsaal karne

walaRecipient – paigham laynay

walaMessage – paighamFeedback – radd-e-amal

Page 57: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 57

Iblaaq - CommunicationYeh Sahib kon hain?

Page 58: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 58

Woh ek raat…! Ameer-e-Halqa Azm Housla Iradha Khwaish Tamanna Aarzoo Justaju Koshish Armaan

Page 59: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 59

Guftagu ke 6 ajzaa!!! I said – Mai ne kaha! You said – Tum ne kaha! I thought I said – Mai ne jo samjha ke mai

ne yeh kaha! You thought I said – Tum ne jo samjha ke

mai ne woh kaha! I thought You said – Mai ne jo samjha ke

tum ne yeh kaha! You thought you said – Tum ne jo samjha

ke tum ne woh kaha!

Page 60: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 60

Iblaaq - Communication Wazay tor par kehte theh Baar baar kehte theh repeat karte theh Sawaal karte. Phir sawaal karte. Uske baad

jo bhi bataana hai woh bataa-dete Clear cut andaaz may bolte theh Hazrat Ayisha farmati hain ke Huzur (Sal)

Jo bhi irshad karte theh woh logon ku wazey ho jata thah!

Page 61: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 61

Afraadsaazi Mansooba bandhi ka ek aham hissa

afraadsaazi hai. Afraadsaazi par tawajja kiyay baghair koi

bhi mansooba kaamiyaab nahin ho saktha! Mansooba ku amalijaama pehnaanay may

afraad ki role ku nazar andaz karna himaqat hai!

Page 62: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 62

Afraadsaazi Afraad par agar tawajja nahin ki gayee to

mansooba kakaz ki kashti ban kar roh jayegi!

Zahir hai kakaz ki kashti se kahin bhi nahin ja sakte!

Mard-e-khwahim Mard-e-khwahim

Page 63: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 63

Mard-e-khwahim

Mard-e-khwahim

Page 64: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 64

Afraadsaazi Madharsha Pothys Jayachandran TextilesAdvetisement ka daur haiLekin Madharsha ek paisa

bhi advt may kharaj nahi karta

Phir bhi kisi bhi din madhar sha may bheed ki kami nahin rehti

Aisa kyon?

Page 65: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 65

Afraadsaazi - Uswa-e-Rasool Suhbat – woh sahaba jo roshan sitare

banay, un ka haal yeh tha ke woh badi lambi mudhat Huzoor(Sal) ke saat guzaaray.rufaqa ke saat waqt guzaarna haialoof nahin rehnaso we should give time, attention and care to our brothers.

Hasan al banna, Moulana Moududi

Page 66: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 66

Afraadsaazi - Uswa-e-Rasool - II Maqsoos hidayat. Specific advice.

Aksar ahadith maqsoos hidayath par mushthamil hota hai.Afraadsaazi may yeh bhi aham hai ke aap waqthan foqthan maqsoos hidayath apne rafeeq ku dein.Aslaf ki misalein be shumar hain. MAJgive specific instruction and advice.

Page 67: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 67

Afraadsaazi - Uswa-e-Rasool - III Misal ban ke bathaanaa!

rufaqa se jo kam aap karwaana chahthay hain woh kam khud kar ke misali rehnuma ban-na hai.Huzur Khud misaali rehnuma theh!Tawakkal mayTaqwa may

Teach them by setting an example. Sheikh Ahmed Yasin

Page 68: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 68

Afraadsaazi - Uswa-e-Rasool - IV Wahi-e-ilahi ki bunyaad par tarbiyat de te

theh!Quran padah-naQuran samjaa-naQuran hifz karaa-naQuran par amal daraamad karaa-nateach them on the basis of QuranGulbudin Hikmatyar

Page 69: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 69

Afraadsaazi - Uswa-e-Rasool - V Allah ke paas dua’ein kiya karte theh!

Insan ki kavishe kaafi nahin hainAllah ka fazl hi buniyaadi kaleed hai.Taluq billah nihayat aham shay hai.

Page 70: Planning: Islamic perspective

30 May 2009 70

Aakhir may! Aaiye!

Hum is azm ke saath hum yehan se udhehnge ke har kaam mansooba bandh tareeqe se karenge! Insha Allah