14
Find these HashTags on Google #yaALLAHduawazaif #yaALLAHpictures #yaALLAHcomments #yaALLAHfb #yaALLAHannouncements Bismillah hirRahmaan nirRaheem With The Name of ALLAH, The Gracious and The Merciful SallALLAHU 'Alayhe Wasallam yaALLAH.in By: Al Imran Main hi kyon akhir? Kyu ALLAH meri nahi sunta? Akhir ye dard kab tak main sahu? Akhir meri hajat kab puri hogi? Kya ye sawal apke zahen mein chalte rahte hai? To phir is post Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega mein is namaz ko parhne ka sahi tariqa. Jo ap mangenge ata ho jayega. Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega Roman English ALLAH se kuch mangna ho to namaz parhiye. Jab sajde mein sir jhukta hai to ALLAH bahut khush hota hai. Aur jab wo namaz kisi khas maqsad ke liye ho. To beshaq ALLAH use zarur qubool karta hai. Kyonke salatul hajat ki namaz se ham jab ALLAH ko khush karne mein kamyab ho jate hai. To uska inaam ALLAH hame zarur deta hai. Ayatul Kursi Wazifa for Love Marriage yahan dekhiye. ALLAH khud farmata hai Ae bande jo bhi magna hai mujhse maang. To phir der kis bat ki hai akhir? Kyon apko wo nahi mil raha jo apko chahiye? Chaliye ALLAH khush karein aur ALLAH se apni hajat ko puri karva lein. Kyonke salatul hajat ki namaz koi mamuli namaz nahi hai. Salatul hajat ki namaz ki fazilat ka ilm hamein nahi. Is khas namaz ko sahi tariqe se kaise parha jaye? Aur dua kaise mangi jaye? Is Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega mein apko aj parhne ko milega. Hajat ki namaz mein kaunsi surah aur ayat parhni chahiye? Tafseel se ham aage parhenge. Salatul Hajat ki Namaz ka Tareeqa Fehrist (List) 1. Salatul Hajat Kya Hai? Ta'arruf 2. Salatul Hajat Parhne ka Sahi Tariqa 3. Salatul Hajat Mein Kya Parhte Hai? 4. Salatul Hajat Parhne ke Bad Dua Kaise aur Kya Mange? 5. Salatul Hajat Kab Parhni Chahiye?

Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega · Jab hamein koi hajat ya zarurat aan padti hai. ... ladhila illaha illa hu alim al ghaib wa shahadati Hu ar rahman ar rahim Huwallahu

Embed Size (px)

Citation preview

Page 1: Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega · Jab hamein koi hajat ya zarurat aan padti hai. ... ladhila illaha illa hu alim al ghaib wa shahadati Hu ar rahman ar rahim Huwallahu

Find these HashTags on Google #yaALLAHduawazaif #yaALLAHpictures #yaALLAHcomments #yaALLAHfb #yaALLAHannouncements

Bismillah hirRahmaan nirRaheem

With The Name of ALLAH, The Gracious and The Merciful

SallALLAHU 'Alayhe Wasallam

yaALLAH.in By: Al Imran

Main hi kyon akhir? Kyu ALLAH meri nahi sunta? Akhir ye dard kab tak main sahu? Akhir

meri hajat kab puri hogi?

Kya ye sawal apke zahen mein chalte rahte hai? To phir is post Salatul Hajat Parhne Ka Tarika

Jo Mange Milega mein is namaz ko parhne ka sahi tariqa. Jo ap mangenge ata ho jayega.

Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange

Milega

Roman English

ALLAH se kuch mangna ho to namaz parhiye. Jab sajde mein sir jhukta hai to ALLAH bahut

khush hota hai. Aur jab wo namaz kisi khas maqsad ke liye ho. To beshaq ALLAH use zarur

qubool karta hai. Kyonke salatul hajat ki namaz se ham jab ALLAH ko khush karne mein kamyab

ho jate hai. To uska inaam ALLAH hame zarur deta hai. Ayatul Kursi Wazifa for Love

Marriage yahan dekhiye.

ALLAH khud farmata hai Ae bande jo bhi magna hai mujhse maang.

To phir der kis bat ki hai akhir? Kyon apko wo nahi mil raha jo apko chahiye? Chaliye ALLAH

khush karein aur ALLAH se apni hajat ko puri karva lein. Kyonke salatul hajat ki namaz koi

mamuli namaz nahi hai. Salatul hajat ki namaz ki fazilat ka ilm hamein nahi.

Is khas namaz ko sahi tariqe se kaise parha jaye? Aur dua kaise mangi jaye? Is Salatul Hajat Parhne

Ka Tarika Jo Mange Milega mein apko aj parhne ko milega. Hajat ki namaz mein kaunsi surah aur

ayat parhni chahiye? Tafseel se ham aage parhenge.

Salatul Hajat ki Namaz ka Tareeqa

Fehrist (List)

1. Salatul Hajat Kya Hai? Ta'arruf

2. Salatul Hajat Parhne ka Sahi Tariqa

3. Salatul Hajat Mein Kya Parhte Hai?

4. Salatul Hajat Parhne ke Bad Dua Kaise aur Kya Mange?

5. Salatul Hajat Kab Parhni Chahiye?

Page 2: Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega · Jab hamein koi hajat ya zarurat aan padti hai. ... ladhila illaha illa hu alim al ghaib wa shahadati Hu ar rahman ar rahim Huwallahu

Find these HashTags on Google #yaALLAHduawazaif #yaALLAHpictures #yaALLAHcomments #yaALLAHfb #yaALLAHannouncements

Page 3: Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega · Jab hamein koi hajat ya zarurat aan padti hai. ... ladhila illaha illa hu alim al ghaib wa shahadati Hu ar rahman ar rahim Huwallahu

Find these HashTags on Google #yaALLAHduawazaif #yaALLAHpictures #yaALLAHcomments #yaALLAHfb #yaALLAHannouncements

Page 4: Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega · Jab hamein koi hajat ya zarurat aan padti hai. ... ladhila illaha illa hu alim al ghaib wa shahadati Hu ar rahman ar rahim Huwallahu

Find these HashTags on Google #yaALLAHduawazaif #yaALLAHpictures #yaALLAHcomments #yaALLAHfb #yaALLAHannouncements

Page 5: Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega · Jab hamein koi hajat ya zarurat aan padti hai. ... ladhila illaha illa hu alim al ghaib wa shahadati Hu ar rahman ar rahim Huwallahu

Find these HashTags on Google #yaALLAHduawazaif #yaALLAHpictures #yaALLAHcomments #yaALLAHfb #yaALLAHannouncements

Page 6: Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega · Jab hamein koi hajat ya zarurat aan padti hai. ... ladhila illaha illa hu alim al ghaib wa shahadati Hu ar rahman ar rahim Huwallahu

Find these HashTags on Google #yaALLAHduawazaif #yaALLAHpictures #yaALLAHcomments #yaALLAHfb #yaALLAHannouncements

Follow yaALLAH Website- yaALLAH.in/follow-us/

1. Salatul Hajat Kya Hai? Ta'arruf

Jab hamein koi hajat ya zarurat aan padti hai. To use ALLAH se puri karwane ke liye pahle ye

char (4) raqat nifl namaz ada karte hai. Salatul hajat ki namaz wahi nifl namaz hoti hai. Iske bad

apni hajat ki dua ki jati hai.

ALLAH ko bande ki bandgi pasand. Bandgi mein ibadat ho aur ALLAH se mohabbat ki deewangi

ho. Jab koi khwahish dar pesh ajaye. ya phir ke koi aafat aan parhe. Chahe khushiyon ka lamha ho

ya phir ghamon ki bauchhaar. Bas sajde mein jab sar jhukta hai. To ALLAH ko reham aa hi jata

hai. Duniya mein jo maa hai usse 70 guna zyada mohabbat rakhne wala ALLAH Subhanahu Wata

‘Ala kyon na phir raham khayega.

Salatul hajat ki namaz nifl namaz hoti hai. Aam taur par isme char (4) raq'at hi hoti hai. Jaise dusri

farz namaz parhte hai. Ye bhi thik wese hi ada ki jati hai. Bas ke jab hamein koi hajat ya zarurat

aan padti hai. To use ALLAH se puri karne ke liye pahle ye char (4) raqat nifl namaz ada karte

hai. Salatul hajat ki namaz ba wuzu parhi jati hai aur phir iske bad apni hajat ki dua ki jati hai.

Agar koi shakhs chahe to zyadah se zyadah kitni bhi raq'at rozana parh sakta hai. Yani jab tak

uski murad puri na ho.

2. Salatul Hajat Parhne ka Sahi Tariqa

Sabse aham bat, Jab hamein kisi se kuch chahiye hota hai. To ham use khush karne ki firaq mein

lage rahte hai. Hai nah? To phir ALLAH se ham badi-badi hajatein qubul karne ki ummeed rakhte

hai. Jab bhi koi zarurat ya masail aa jate hai to har pareshani ke hal ke liye dua karne lagte hai.

Lekin kya ham ALLAH ko khush karne ki zara bhi sochte hai? Zara sochiyega! Jawab ayega, nahi!

To ALLAH se kuch mangne ke liye ALLAH ko khush karna zaruri hai. Salatul Hajat jiske zariye

ham ALLAH se apni hajat puri karwate hai. Jab tak ye sahi tariqe se parhi nahi jayegi tab tak

ALLAH ko khush kaise kiya ja sakta hai. Aur ALLAH jab khush nahi hoga to hamari dua qubool

kaise karega.

To salatul hajat ka sahi tariqa malum hona laazmi hai. Jab sahi se ye hajat ki namaz parhi jayegi

aur dili murad puri karne ke liye dua jab ham karenge to wo beshaq qubool hogi. Agar apki dua

qubool nahi ho rahi hai to is link se har dua qubool hone ki dua ek bar zarur parhiyega.

Salatul hajat parhiye aur uske bad kisi bhi hajat ki qubuliyat ke liye dua kariye. ALLAH qubul

farmayega. Ye sahaba Ikram ki adaton me shumar thi. Har wo mushkil masail unhone khas namaz

salatul hajat ki namaz ke zariye ALLAH se hal karwa liye.

Page 7: Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega · Jab hamein koi hajat ya zarurat aan padti hai. ... ladhila illaha illa hu alim al ghaib wa shahadati Hu ar rahman ar rahim Huwallahu

Find these HashTags on Google #yaALLAHduawazaif #yaALLAHpictures #yaALLAHcomments #yaALLAHfb #yaALLAHannouncements

How to Perform Salatul Hajat Step by Step in Roman English

I.

I. 'Itminan se wuzu bana lijiye. 'Itminan se wuzu banane se namaz mein shaitani

waswason se nijat milti hai.

II. Ja namaz par khade hone ke bad Tauz- "A'uzu Billahi Minashaitanir Rajeem" aur

Tasmia- "Bismillah hirRahmaan nirRaheem"

parhiye.

III. Phir salatul hajat ki niyat kijiye- Niyat karta/karti hu main 4 raq'at salatul hajat ki

waaste ALLAH Ta'ala ke muh mera taraf Qaaba Shareef ke. Akhir mein phir apni

hajat kahiye. Yani jis bhi maqsad ke liye ap ye namaz parh rahein hai wo yahan

bayan kijiye. Phir, ALLAHU Akbar kehkar haath bandh lijiye jaise namaz mein

hath bandhkar khade hote hai.

3. Salatul Hajat Mein Kya Parhte Hai?

I. Jaise farz namaz parhte hai, chaaron raq'atein thik wese hi parhni hai. Farq sirf itna

rahega, Awwal (1) raq'at mein Surah Fatiha ke bad Ayatul Kursi ek (1) martaba parhiye.

II. Dusri (2) raq'at mein Surah Fatiha ke bad Surah Ikhlas (Qul huwALLAHU A'had....) ek

(1) martaba parhiye.

III. Teesri (3) raq'at mein Surah Fatiha ke bad Surah Falaq (Qul Aa'oozu birabbil falaq....) ek

(1) martaba parhiye.

IV. Chauthi (4) raq'at mein Surah Fatiha ke bad Surah Naas (Qul Aa'oozu birabbinnaas....) ek

(1) martaba parhiye.

V. Baqi ki namaz parhne ka tariqa pura hubahoo dusri farz namazon ki tarah hi rahega.

4. Salatul Hajat Parhne ke Bad Dua Kaise aur Kya

Mange?

I. Salam pherne ke bad.

II. Phir dono hath uthakar ALLAH Ta'ala ki tareef bayan kijiye. Chahe to ye bhi parh sakte

hai: Surah adad 59 ayat adad 22 se 24- Bismillaah ar-Rahman ar-Raheem Hu wallahu

ladhila illaha illa hu alim al ghaib wa shahadati Hu ar rahman ar rahim Huwallahu

ladhila illaha illa hu al malik ul quddus as salaam ul mutmin ul muhaiymin al aziz ul

jabbar ut mutakabbir Subhanallah hi amma yusrikun HuwALLAHUl khaaliqul

bariul mussawiru Lahul asmaa ul husna yusabuho lahu maa fis-samaawaati wal ard wa

huwal 'azeezul 'hakeem". Iske ilava Surah fatiha ya jo bhi ayat aur dua ho jisme ALLAH

ki tareef bayan ki jaye yani hamd-o-sana ki jaye wo parhiye. Phir Durood Shareef parhiye

jo bhi apko yad ho. Ya phir ye bhi parh sakte hai: ALLAHumma Salli 'Alaa Sayyidina Wa

Maulana Mu'hammadin 'Adadaa Ma Fi 'Ilmillahe Salaawatin Daa'imatan Bi Dawaami

Mulkillah. Is Durood ko parhne ka sawab chhah (6) lakh Durood Shareef ke barabar hai.

Aur is tarah se jo bhi Durood apko yad ho wo parhiye. Aur zubaan se bolkar 'main Huzoor-

e-Akram SallALLAHU 'Alayhe Wasallam ko nazar karta hu, phir unki aal ko nazar karta

hu phir unka sahab ikraam ko nazar karta hu aur phir tamam Ambiya Aulia Ikram ko nazar

karta hu. Phir tamam ummat-e-muslima ko nazar karta hu'.

Page 8: Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega · Jab hamein koi hajat ya zarurat aan padti hai. ... ladhila illaha illa hu alim al ghaib wa shahadati Hu ar rahman ar rahim Huwallahu

Find these HashTags on Google #yaALLAHduawazaif #yaALLAHpictures #yaALLAHcomments #yaALLAHfb #yaALLAHannouncements

III. Phir akhir mein apni hajat pesh kijiye. Apni hajat ki khoob dil se aur yahan tak ke aansu

bahakr du'a kijiye.

IV. Insha ALLAH ek hi bar mein apke hajat puri ho jayegi.

5. Salatul Hajat Kab Parhni Chahiye Aur Kab Nahi?

I. Salatul Hajat ki namaz kab parhein? Ap is namaz ko kisi bhi farz namaz ke bad parh sakte

hai. Ya phir kisi aur waqt bhi. Aam taur par ise zohar ke bad, maghrib ke bad, ya isha ke

bad parha ja sakta hai. In waqt ke ilava bhi ap chahe to ise parh sakte hai. Bas niche diye

hue waqt ko taal dijiyega.

II. Salatul Hajat ki namaz kab nahi parhein? Fajr ke bad suraj nikalne tak nahi parhiye. Aur

asar ke bad suraj ghuroob (doobne) tak nahi parhiye. Kyonke is waqt sajda ki ijazat nahi

hai. Agar apko salatul hajat parhni hai to fajr ki namaz ke pahle aur asar ki namaz se pahle.

Yani in dono namazo ke pahle parh sakte hai.

Ghaur Talab: Poori Surate Parhni Ke Liye Tasveerat Dekhiye. Khawateen haiz/maahwari mein

is namaz ko qatayi nahi parhein.

Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega in Urdu

ے ملے گاصالت الحاجت پڑھنے کا طریقہ جو مانگ

جب سجدے میں سر جھکتا ہے تو للاه بہت خوش ہوتا ہے۔ اور جب یہ نماز للاه سے کچھ مانگنا ہو تو یہ نماز پڑھیئے۔

قصد کے لئے ہو تو بے شک للاه اسے ضرور قبول کرتا ہے۔ کیونکہ صالت الحاجت کی نماز سے ہم جب کسی خاص م

ں۔ تو اس کا انعام للاه ہمیں ضرور دیتا ہے۔ للاه خود فرماتا ہے، اے بندے! جو للاه کو خوش کرنے میں کامیاب ہو جاتے ہی

للاه سے اپنی حاجت کو بھی مانگنا ہے مجھ سے مانگ۔ تو پھر دیر کس بات کی ہے آخر؟ چلیئے للاه کو خوش کریں اور

پورا کروا لیں۔

کا علم ہمیں نہیں۔ اس خاص حاجت کی نماز کی فضیلتصالت ال کیونکہ صالت الحاجت کی نماز معمولی نماز نہیں ہے۔

کو صحیح طریقے سے کیسے پڑھا جائے؟ اور دعا کیسے مانگی جائے؟ اس صالت الحاجت پڑھنے کا طریقہ جو نماز

مانگے ملے گا میں آپ کو آج پڑھنے کو ملے گا۔ حاجت کی نماز میں کونسی سورہ اور آیت پڑھنی چاہیے؟ تفصیل سے

گے۔ ہم آگے پڑھیں

اس پوسٹ میں آپ کیا پڑھیں گے؟

فہرست

صالت الحاجت کیا ہے؟ تعارف

کب صالت الحاجت پڑھنی چاہیے اور کب نہیں؟

صالت الحاجت پڑھنے کا صحیح طریقہ

صالت الحاجت میں کیا پڑھتے ہیں؟

صالت الحاجت پڑھنے کے بعد دعا کیسے اور کیا مانگیں؟

Page 9: Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega · Jab hamein koi hajat ya zarurat aan padti hai. ... ladhila illaha illa hu alim al ghaib wa shahadati Hu ar rahman ar rahim Huwallahu

Find these HashTags on Google #yaALLAHduawazaif #yaALLAHpictures #yaALLAHcomments #yaALLAHfb #yaALLAHannouncements

صالت الحاجت کیا ہے؟ تعارف

ہمیں کوئی حاجت یا ضرورت آن پڑتی ہے، تو اسے للاه سے پوری کروانے کے لئے پہلے یہ چار رکعت نفل نماز ادا جب

کرتے ہیں۔ صالت الحاجت کی نماز وہی نفل نماز ہوتی ہے۔ اس کے بعد اپنی حاجت کی دعا کی جاتی ہے۔ للاه کو بندے

سے محبت کی دیوانگی ہو۔ جب کوئی خواہش درپیش آ جائے یا پھر کوئی کی بندگی پسند ہے۔ بندگی میں عبادت ہو اور للاه

آفت آن پڑے۔ چاہے خوشیوں کا لمحہ ہو یا غموں کی بوچھاڑ۔ بس سجدے میں جب سر جھکتا ہےتو للاه کو رحم آ ہی جاتا

نہ پھر رحم کھائے گا۔ ہے۔ دنیا میں جو ماں ہے اس سے ستر گنا زیادہ محبت رکھنے واال للاه سبحانہ و تعالی کیوں

صالت الحاجت کی نماز نفل نماز ہوتی ہے۔ عام طور پر اس میں چار رکعت ہی ہوتی ہیں۔ جیسے دوسری فرض نماز

پڑھتے ہیں۔ یہ بھی ٹھیک ویسے ہی ادا کی جاتی ہے۔ بس کہ جب ہمیں کوئی حاجت یا ضرورت آن پڑتی ہے۔ تو اسے للاه

رکعت نفل نماز ادا کرتے ہیں۔ صالت الحاجت کی نماز باوضو پڑھی جاتی ہے اور سے پوری کرانے کے لئے پہلے چار

اس کے بعد اپنی حاجت کی دعا کی جاتی ہے۔ اگر کوئی شخص چاہے تو زیادہ سے زیادہ کتنی بھی رکعت روزانہ پڑھ

سکتا ہے۔ یعنی جب تک اس کی مراد پوری نہ ہو تب تک پڑھ سکتا ہے۔

ہیے اور کب نہیں؟ کب صالت الحاجت پڑھنی چا

فجر کے بعد سورج نکلنے تک صالت الحاجت نہیں پڑھیں۔ اور عصر کے بعد سورج غروب )ڈوبنے( تک نہیں پڑھیں۔

کیونکہ اس وقت سجدہ کی اجازت نہیں ہے۔ اگر آپ کو صالت الحاجت پڑھنی ہے تو فجر کی نماز سے پہلے اور عصر

زوں سے پہلے پڑھ سکتے ہیں۔کی نماز سے پہلے پڑھ لیں۔ یعنی ان دونوں نما

صالت الحاجت پڑھنے کا صحیح طریقہ

اس نماز کو جتنا اطمینان کے ساتھ پڑھ سکتے ہیں پڑھیئے۔ پرسکون سبھی حاجتوں سے فارغ ہو کر۔ ذہن و دل سے ہر

یے۔ نگاہ طرح کا خیال نکال کر۔ دھیان صرف للاه کی طرف لگا کر۔ جب کھڑے ہوں تو سجدہ کی جگہ ایک ٹک نگاہ رکھ

کو ذرا بھی نہ ہالئیے۔ انشاء للاه اس سے آپ کے ذہن میں شیطانی وسوسے بھی نہیں آئیں گے۔ سب سے اہم بات، جب

ہمیں کسی سے کچھ چاہیے ہوتا ہے۔ تو ہم اسے خوش کرنے کی کوششوں میں لگے رہتے ہیں۔ ہے ناں؟ تو پھر للاه سے

ے ہیں۔ جب بھی کوئی ضرورت یا مسائل آ جاتے ہیں تو ہر پریشانی کے ہم بڑی بڑی حاجتیں قبول کرنے کی امید رکھت

حل کیلئے دعا کرنے لگتے ہیں۔ لیکن کیا للاه کو خوش کرنے کی ہم ذرا بھی کوشش کرتے ہیں؟ ذرا سوچئے! جواب آئے

گا، نہیں! تو للاه سے کچھ مانگنے کیلئے للاه کو خوش کرنا ضروری ہے۔

یعے للاه تعالی سے اپنی حاجت پوری کرواتے ہیں۔ جب تک یہ صحیح طریقے سے پڑھی نہیں ہم صالت الحاجت کے ذر

جائے گی تب تک للاه کو خوش کیسے کیا جا سکتا ہے۔ اور للاه جب خوش نہیں ہو گا تو ہماری دعا قبول کیسے کرے گا۔

حاجت کی یہ نماز پڑھی جائے گی اور اس لئے صالت الحاجت کا صحیح طریقہ معلوم ہونا الزمی ہے۔ جب ٹھیک طرح

دلی مراد پوری ہونے کے لئے دعا مانگی جائے گی، تو بے شک دعا قبول ہو گی۔

اگر آپ کی دعا قبول نہیں ہو رہی ہے تو آپ ہماری ویبسائٹ سے ہر دعا قبول ہونے کی دعا ایک بار ضرور پڑھیئے گا۔

قبولیت کی دعا کیجیے۔ للاه قبول فرمائے گا۔ صالت الحاجت پڑھیئے اور اس کے بعد کسی بھی حاجت کی

یہی صحابہ کرام کی عادتوں میں شمار تھی۔ ہر مشکل مسائل انہوں نے خاص نماز صالت الحاجت کے ذریعے للاه تعالی

سے حل کروائے۔

صالت الحاجت کیسے ادا کریں؟

اطمینان سے وضو بنا لیں۔

وسوسوں سے نجات ملتی ہے۔اطمینان سے وضو بنانے سے نماز میں شیطانی

جیم اور تسمیہ -جائے نماز پر کھڑے ہونے کے بعد تعوذ من الشیطن الر حیم پڑھیے۔ پھر -اعوذ بالله حمن الر الر بسم للاه

ے منہ میرا صالت الحاجت کی نیت کیجئیے۔ نیت کرتا/کرتی ہوں میں چار رکعت صالت الحاجت کی واسطے للاه تعالی ک

طرف کعبہ شریف کے۔ آخر میں اپنی حاجت کہیے۔ یعنی جس بھی مقصد کیلئے آپ یہ نماز پڑھ رہے ہیں وہ یہاں بیان

اکبر کہہ کر ہاتھ باندھ لیجیے۔ کیجئیے۔ پھر للاه

Page 10: Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega · Jab hamein koi hajat ya zarurat aan padti hai. ... ladhila illaha illa hu alim al ghaib wa shahadati Hu ar rahman ar rahim Huwallahu

Find these HashTags on Google #yaALLAHduawazaif #yaALLAHpictures #yaALLAHcomments #yaALLAHfb #yaALLAHannouncements

صالت الحاجت میں کیا پڑھتے ہیں؟

( رکعت ١ہیں۔ فرق صرف اتنا رہے گا کہاول )جیسے فرض نماز پڑھتے ہیں چاروں رکعتیں ٹھیک ویسے ہی پڑھنی

( مرتبہ آیت الکرسی پڑھیے۔٣میں سورہ فاتحہ کے بعد تین )

احد....( ایک )( ۲دوسری ) ( مرتبہ پڑھیے۔١رکعت میں سورہ فاتحہ کے بعد سورہ اخالص )قل ھو للاه

( مرتبہ پڑھیے۔١برب الفلق....( ایک )تیسری رکعت میں سورہ فاتحہ کے بعد سورہ فلق )قل اعوذ

( مرتبہ پڑھیے۔١چوتھی رکعت میں سورہ فاتحہ کے بعد سورہ الناس )قل اعوذ برب الناس.... ( ایک )

اگر آپ چاہیں تو اس نماز کو روزانہ بھی پڑھ سکتے ہیں ۔

غور طلب: پوری سورتیں پڑھنے کے لئے تصویرات دیکھیے۔

حیض/ماہواری میں اس نماز کو قطعی نہیں پڑھیں۔ خواتین

صالت الحاجت پڑھنے کے بعد دعا کیسے اور کیا مانگیں؟

پوری صالت الحاجت اطمینان سے پڑھنے کے بعد سالم پھیر لیجیے۔ پھر دونوں ہاتھ اٹھا کر للاه تعالی سے آپ کی نماز

ی مانگیے۔ ئی غلطی ہوئی ہو، تو اس کے لئے سب سے اول معافمیں کوئی کوتاہی ہوئی ہو، کوئی گناہ ہوا ہو یا پھر کو

اور معاف کر کے للاه تعالی آپ کی اس نماز کو قبول کر لے، یہ بھیک مانگیے۔ اپنی حاجت کی خوب دل سے اور یہاں

تک کہ آنسو بہا کر دعا کیجیے۔

للاه ایک ہی بار میں آپ کی حاجت پوری ہو کہیے حضور کے صدقے اور طفیل میں للاه میری حاجت قبول کر لے۔ انشاء

جائے گی۔

Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega in English

If you want to ask ALLAH to grant you something which you need. Just offer this four (4) raqat

salatul hajat an optional prayer. And make a prayer for your need. Insha ALLAH the wish for

which you performed will Insha ALLAH be given to you by ALLAH Subhanahu Wata ‘Ala.

In this world, when you need something from someone. At this point, you try all your level best to

make that individual happy. Aiming, to get what you want from him. The same fundamental

applies to a slave and his Master. ALLAH and His slaves. Whenever a slave in need, he starts

approaching his Master to make HIM happy in order to get it.

Similarly, if we ponder a wish to get. We should make ALLAH happy first and then HE will grant

us what we need, obviously the lawful one. ALLAH HIMSELF keeps asking HIS slaves. Seek

help from none but ALLAH.

Then, why are you delaying? what are you thinking about?

ALLAH loves prostration of HIS slave. When a slave prostrates, ALLAH eases all his hardships

and worries.

Page 11: Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega · Jab hamein koi hajat ya zarurat aan padti hai. ... ladhila illaha illa hu alim al ghaib wa shahadati Hu ar rahman ar rahim Huwallahu

Find these HashTags on Google #yaALLAHduawazaif #yaALLAHpictures #yaALLAHcomments #yaALLAHfb #yaALLAHannouncements

How to offer this optional prayer, the salatul hajat prayer. Read the correct way to offer it. As,

once you offer it correctly, your prayers will definitely be accepted, Insha ALLAH Ameen.

Popular yaALLAH Dua Wazaif

• How to Pray Salatul Hajat Namaz Tarika Islam

• Impossible to Possible 7 Days Job Wazifa Worked

Salatul Hajat Namaz Method

What will you read in this?

List

1. What is Salatul Hajat? Introduction to Salatul Hajat, The Namaz for Needs.

2. Salatul Hajat Method in English

3. What to Read in Salatul Hajat?

4. How to Pray Salatul Hajat Dua?

5. What Time to Pray Salatul Hajat?

1. What is Salatul Hajat? Introduction to Salatul Hajat,

The Namaz for Needs.

Whenever there is an urgent need which needs to be accomplished on the priority basis. Whenever

one feels the need for help from ALLAH Subhanahu Wata ‘Ala. Whenever there is a difficulty or

any obstacle in the way of one's purpose or goal achievement.

Salatul Hajat in English means a supererogatory prayer which is an optional Muslim prayer. The

way to perform this prayer of need or salatul hajat is similar to the one which a Muslim prays

obligatory prayers five times a day. This optional prayer is performed only to seek help from

ALLAH. An Islamic prayer for every need.

Salatul Hajator a prayer for need has 4 raq'at. Which surah to recite in salah hajat? will be

discussed further.

Page 12: Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega · Jab hamein koi hajat ya zarurat aan padti hai. ... ladhila illaha illa hu alim al ghaib wa shahadati Hu ar rahman ar rahim Huwallahu

Find these HashTags on Google #yaALLAHduawazaif #yaALLAHpictures #yaALLAHcomments #yaALLAHfb #yaALLAHannouncements

2. Salatul Hajat Method in English

Primarily, make ALLAH happy and get your purpose solved. Have you ever tried to make

ALLAH happy? normally the answer will be a 'no'.

Offering salatul hajat prayer for needs is a habit of the companions of Our Beloved Prophet

Mu'hammad SallALLAHU 'Alayhe Wasallam. They always ask ALLAH whenever they need

help, whenever they face any difficulties in their life. They used to offer namaz to seek help from

ALLAH. See Best Dua For Success in Everything-Har Maqsad Mein Kamyabi Ka Wazifa here.

How to Perform Salatul Hajat Steps in Roman English

I.

I. Make an ablution In a very calm manner. This helps to focus your concentration on

your prayers.

II. Stand on prayer matt and recite Tauz- "A'uzu Billahi Minashaitanir Rajeem" and

then Tasmia- "Bismillah hirRahmaan nirRaheem".

III. Then make an intention of offering the prayer for needs-salatul hajat for whatever

your purpose, mention here verbally. For example, I am making an intention for

four (4) raqat salatul hajat for ALLAH Ta'ala facing towards Qaaba Shareef. And

then say your purpose in the end. Fold your hands like you fold these in other

obligatory prayers.

3. What to Read in Salatul Hajat?

I. Salatul hajat or prayer for needs is similar to other obligatory prayers which we offer five

times every day. The only difference is, in the first (1) raqat after Surah Fatiha recite

Ayatul Kursi (The Verse of Throne) one (1) time.

II. In the second (2) raqat, after Surah Fatiha recite Surah Ikhlas (Qul huwALLAHU

A'had....) one (1) time.

III. In the third (3) raqat, after Surah Fatiha recite Surah Falaq (Qul Aa'oozu birabbil falaq....)

one (1) time.

IV. In the fourth (4) raqat, after Surah Fatiha recite Surah Naas (Qul Aa'oozu

birabbinnaas....) one (1) time.

V. The rest of the process of offering this prayer would be exactly the same as other

obligatory prayers.

4. How to Pray Salatul Hajat Dua?

I. After offering salam at the end of this prayer of need or salatul hajat. You can also read

HuwALLAHUrRaheem seven (7) times and/or Ayatul Kursi one (1). Whichever dua you

want to recite after this salam you can recite.

II. Lift your both the hands with open palms with a slight space between both the palms. Your

palms should be a bit higher than your chest. Your fingers should be open not closely

touched with each other. Recite any lovely verse or dua which is praising ALLAH

Page 13: Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega · Jab hamein koi hajat ya zarurat aan padti hai. ... ladhila illaha illa hu alim al ghaib wa shahadati Hu ar rahman ar rahim Huwallahu

Find these HashTags on Google #yaALLAHduawazaif #yaALLAHpictures #yaALLAHcomments #yaALLAHfb #yaALLAHannouncements

Subhanahu Wata ‘Ala: you can also surah number 59 verse number 22 to 24- Bismillaah

ar-Rahman ar-Raheem Hu wallahu ladhila illaha illa hu alim al ghaib wa shahadati Hu

ar rahman ar rahim Huwallahu ladhila illaha illa hu al malik ul quddus as salaam ul

mutmin ul muhaiymin al aziz ul jabbar ut mutakabbir Subhanallah hi amma

yusrikun HuwALLAHUl khaaliqul bariul mussawiru Lahul asmaa ul husna yusabuho lahu

maa fis-samaawaati wal ard wa huwal 'azeezul 'hakeem". Besides this, you can also recite

Surah Fatiha (Alhamdulillahe Rabbil 'Alameen....). Whichever dua or verse you remember

you can recite in your dua aiming to praise the only praiseworthy, ALLAH Jalla

Jalaaluhoo. Then, recite any Durood Shareef. You can also recite this one: ALLAHumma

Salli 'Alaa Sayyidina Wa Maulana Mu'hammadin 'Adadaa Ma Fi 'Ilmillahe Salaawatin

Daa'imatan Bi Dawaami Mulkillah. The rewards of reading this Durood Shareef is

equivalent to six lakh (6 lakh) times of other reciting other Durood Shareef.

III. Afterward, verbally, convey the good deeds of all your recitations as a gift to Beloved

Prophet SallALLAHU 'Alayhe Wasallam. Then to His family members. Then, to His

Companions. Then to Ambiyas and entire Auliya Ikrams. Then to the entire Ummah who

have passed away. See Strong Wazifa for Love-Testimonial on ya ALLAH Website here.

IV. And then, in the end, mention your purpose or the problem or whatever wish for which you

have offered this prayer for needs. You have to make a dua and ask from the core of your

heart in such a way that your tears start rolling down your cheeks.

V. Insha ALLAH, your wish will be fulfilled in one go. May ALLAH ease your hardships and

fulfill all your legible wishes, Ameen.

5. What Time to Pray Salatul Hajat?

Best Time to Pray Salatul Hajat Namaz

I. When to offer the prayer for needs or Salatul Hajat? One can offer this prayer at any

time after any obligatory prayers of the day. Generally, after the noon prayers, after the

twilight or sunset prayers and night prayers. You can offer this type of supererogatory

prayers before morning (Fajr) and evening (Asr) obligatory prayersAvoid offering this

prayer at the times mentioned subsequently here.

II. When not to offer the prayer for needs or Salatul Hajat? Avoid offering Salatul Hajat

after morning obligatory prayer till sunrise. And after evening or asr obligatory prayers till

the sunset. As it is not permitted to prostrate during these time slots.

Important Note: Females should not offer prayer for needs during their menses/periods.

Please Turn Over

Page 14: Salatul Hajat Parhne Ka Tarika Jo Mange Milega · Jab hamein koi hajat ya zarurat aan padti hai. ... ladhila illaha illa hu alim al ghaib wa shahadati Hu ar rahman ar rahim Huwallahu

Find these HashTags on Google #yaALLAHduawazaif #yaALLAHpictures #yaALLAHcomments #yaALLAHfb #yaALLAHannouncements

Join Amazing People

yaALLAH Primary Facebook Page- https://www.fb.me/yaALLAHyaRasul

yaALLAH Secondary Official FB Page- https://www.fb.me/yaALLAHUyaALLAH

Join yaALLAH FB Group-https://www.facebook.com/groups/yaAllahu/

Facebook Profile- https://www.fb.me/alimranraza

alimranraza Facebook Page- https://www.fb.me/alimraanraza

alimranraza FB Profile- https://www.fb.me/alimranraza

yaALLAH Twitter- https://www.twitter.com/yaALLAHyaRasul

alimranraza Twitter- https://www.twitter.com/alimranraza

yaALLAH Pinterest- https://www.pinterest.co.uk/yaALLAHyaRasul

yaALLAH Instagram- https://www.instagram.com/yaALLAH.in/

alimranraza Instagram- https://www.instagram.com/alimranraza/

yaALLAH Muhabbat ke Dua Wazaif dekhne ke liye is link par click kijiye: https://goo.gl/JGm3pP