1
issay rijjat ho gayi ho to tuloo aftab k waqt 11-11 bar aur darmiyan me dua e qunoot 3 bar mariz k kaan me parhay ya parh kar dam karay.3 din tak mutwateer esi tarha amal karay aur mariz ko khanay me sirf gud ka sarbat ghee mila kar de.inshallah rijjat ko bhi rijjat ho jaegi.aazmuda hain. Amliat me hisar badni bhi amil ko ruj,at se mahfooz rakhta hai. amil ko chahiye ki sub,ah sham 11- 11 bar aayetal kursi parh kar hatho par dam karay aur pooray jishm par pherlay,jahan jahan tak hath pahonchay.chahay amal chilla kartay ho ya n. Aur Amal me chahay ism ho ya aayat ya koi bhi ibarat ho sahih adaa karay,talfooz ka khyal rakhye. Kyu k amal galat parhnay se bhi ruj,at parh sakti hai. Aur bud-parhaizi na karay. Amal ko adhura n chhoray.agar chhorna mazburi ho to jissay amal ki ijazat li ho ussay zaror bataye aur b,ad me amal tark karay.

nijaat e rijjat

Embed Size (px)

DESCRIPTION

rijjat se nijaat

Citation preview

Page 1: nijaat e rijjat