3
Music On: Eros International O Sathi Mere Lyrics Aa ha ha... Aa ha ha... O Sathi Mere.. Haathon mein tere Haathon ki ab girhaa di aise Ki toote ye kabhi naa (x2) Chal na kahin sapno ke gaaon re Chhoote na phir bhi dharti se paaon re Aag aur paani se phir likh de woh waade saare Saath hi me roye hanse sang dhoop chaaon re Aag aur paani se phir likh de woh waade saare Saath hi me roye hanse sang dhoop chaaon re O Sathi Mere.. Haathon mein tere Haathon ki ab girhaa di aise Ki toote ye kabhi naa Hum jo bikhre kabhi Tumse jo hum udhde kahin

Music On

Embed Size (px)

DESCRIPTION

music on

Citation preview

  • Music On: Eros International

    O Sathi Mere Lyrics

    Aa ha ha...

    Aa ha ha...

    O Sathi Mere..

    Haathon mein tere

    Haathon ki ab girhaa di aise

    Ki toote ye kabhi naa (x2)

    Chal na kahin sapno ke gaaon re

    Chhoote na phir bhi dharti se paaon re

    Aag aur paani se phir likh de woh waade saare

    Saath hi me roye hanse sang dhoop chaaon re

    Aag aur paani se phir likh de woh waade saare

    Saath hi me roye hanse sang dhoop chaaon re

    O Sathi Mere..

    Haathon mein tere

    Haathon ki ab girhaa di aise

    Ki toote ye kabhi naa

    Hum jo bikhre kabhi

    Tumse jo hum udhde kahin

  • Bun le na phir se har dhaaga

    Hum toh adhoore yahaan

    Tum bhi magar poore kahaan

    Karle adhoorepan ko hum aadha

    Jo abhi humaara ho meetha ho ya khaara ho

    Aao na kar le hum sab saajha

    O Sathi Mere..

    Haathon mein tere

    Haathon ki ab girhaa di aise

    Ki toote ye kabhi naa

    Gehri andheri ya ujle savere hon

    Ye saare toh hain tum se hi

    Aankh mein teri-meri utre ik saath hi

    Din ho patjhar ke raatein ya phoolon ke

    Kitna bhi hum roothe par baat karein sathi

    Mausam mausam yunhi saath chalenge hum

    Lambi inn raahon mein ya phoonk ke paahon se

    rakhenge paaon pe tere marham

    Aao miley hum iss tarah

    Aaye na kabhi virah

    Hum se main na ho riha

    Humdum tum hi ho, hardum tum hi ho

  • Ab hai yehi duaa...

    Saathi re umr ke salvat bhi saath tahenge hum

    God mein leke sar se chandi chunenge hum

    Marna mar saathi barsaat jeeyenge hum

    O sathi mere

    Haathon mein tere

    Haathon ki ab girhaa di aise

    Ki toote ye kabhi naa

    Chal na kahin sapno ke gaaon re

    Chhoote na phir bhi dharti se paaon re

    Aag aur paani se phir likh de woh waade saare

    Saath hi me roye hanse sang dhoop chaaon re

    Aag aur paani se phir likh de woh waade saare

    Saath hi me roye hanse sang dhoop chaaon re

    O sathi mere

    Haathon mein tere

    Haathon ki ab girhaa di aise

    Ki toote ye kabhi naa

    kabhi naa...