1
Lafz tumhare labon ki harkat se lafz sisakte rahe nasha lafzon ka hai, wo jaam abhi piya nahin hai mat banao mujhe mazhabi tum apne jaisa kisi but ki parastish me wo mazaa nahin hai tumhare ishq me jo fanaa hua hoon aur kisi mazhab ka mujhe ab pata nahin hai Maazi maazi ke baadal hain, aaj aankhon se baraste hain tumse milne ke intezaar me, hum khud se milne ko taraste hain kaghaz ka wajood nahin, tumhare nazm ye kehte hain ishq ki parwaaz toh dekho, tumhari khawahishon ke paimaane mere maikhane me rehte hain Kai zakhm hain zamaane ke, aadatan hi hum sehte hain ik tere hijr me jalne ki aarzoo hai, aadatan kai dil jalte hain

kalam

Embed Size (px)

DESCRIPTION

Mere kalam se

Citation preview

Page 1: kalam

Lafztumhare labon ki harkat se lafz sisakte rahenasha lafzon ka hai, wo jaam abhi piya nahin hai

mat banao mujhe mazhabi tum apne jaisakisi but ki parastish me wo mazaa nahin hai

tumhare ishq me jo fanaa hua hoon aur kisi mazhab ka mujhe ab pata nahin hai

Maazi

maazi ke baadal hain, aaj aankhon se baraste hain tumse milne ke intezaar me, hum khud se milne ko taraste hain

kaghaz ka wajood nahin, tumhare nazm ye kehte hain ishq ki parwaaz toh dekho, tumhari khawahishon ke paimaane mere maikhane me rehte hain

Kai zakhm hain zamaane ke, aadatan hi hum sehte hain ik tere hijr me jalne ki aarzoo hai, aadatan kai dil jalte hain