1
kabhi khushi se khushi ki taraf nahi dekha tumhare baad kisi ki taraf nahi dekha yeh jaanta hoon tera intezaar laazmi hai tamaam umr gharhi ki taraf nahi dekha woh jiske waaste pardes jaa raha hoon mein bichardte waqt usi ki taraf nahi dekha na rok le humein rota hua koi chehra chale to moodke gali ki taraf nahi dekha yahan to jo bhi hai aab-e-rawa ka aashique hai kisi ne khushk nadi ki taraf nahi dekha

Kabhi Khushi Se Khushi Ki Taraf Nahi Dekha

Embed Size (px)

Citation preview

Page 1: Kabhi Khushi Se Khushi Ki Taraf Nahi Dekha

kabhi khushi se khushi ki taraf nahi dekhatumhare baad kisi ki taraf nahi dekha

yeh jaanta hoon tera intezaar laazmi haitamaam umr gharhi ki taraf nahi dekha

woh jiske waaste pardes jaa raha hoon meinbichardte waqt usi ki taraf nahi dekha

na rok le humein rota hua koi chehrachale to moodke gali ki taraf nahi dekha

yahan to jo bhi hai aab-e-rawa ka aashique haikisi ne khushk nadi ki taraf nahi dekha