Dil Toh Pagal Hai

Embed Size (px)

Citation preview

  • 8/18/2019 Dil Toh Pagal Hai

    1/1

    Dil toh pagal hai, dil divana hai - (2)

     

    Pehlee pehlee bar milata hai yahee

     Sine me phir aag lagata hai

     Dhire dhire pyar sikhata hai yahee

     Hansata hai yahee yahee rulata hai

     Dil toh pagal hai, dil divana hai - (2)

     

    Saree saree rat jagata hai yahee, ankhiyo se nind churata hai

     Sachche jhuthe khab dikhata hai yahee

     Hansata hai yahee yahee rulata hai

     Dil toh pagal hai, dil divana hai - (2)

     

    !a la la la"""""""""

     #ss dil kee bato me jo aate hain, oh bhee divane ho jate hain

     $anjil toh rahee dhundh lete hain, raste magar kho jate hain

     Dil toh pagal hai, dil divana hai - (2)

     

    Surat se mai na pehchanungee, nam se bhee na usko janugee

     Dekhungee kuchh na mai sochungee, dil jo kahega vohee manungee

     Dil toh pagal hai, dil divana hai

     Hay pagal hai, ha divana hai

     

    Hmm"""" ha ha ha"""""

     Hmm"""" oh oh ho"""""""""

     

    Dil ka kehna sab sab mane, dil na kisee kee mane

     %an di humne jan gaye sab, ek ohee na jane

     Dil toh pagal hai, dil divana hai - (2)

     

    &ehne do chhodo yeh kahaniya, divanepan kee sab nishaniya

     !ogo kee saree pareshaniya

     #ss dil kee hai yeh saree meherbaniya

     Ho dil toh pagal hai, dil divana hai - (2)

     

    Saree saree rat jagata hai yahee, ankhiyo se nind churata hai

     Dhire dhire pyar sikhata hai yahee, hansta hai yahee yahee rulata hai

     Dil toh pagal hai, dil divana hai - (2)