Amal Ki Zakaat Ka Tariqa

Embed Size (px)

Citation preview

  • 8/12/2019 Amal Ki Zakaat Ka Tariqa

    1/6

  • 8/12/2019 Amal Ki Zakaat Ka Tariqa

    2/6

    Amal Kabeer Ke Adad x Haroof Ki Tadad = 56x4 = 224

    Kisam Haftam: Zakat Akbaer: Amal akbar ki tadad ko phir haroof ke adad se zarb de karparhain, ye akbar se bhi zayada kawi hai, is Ism ke Mowakkil khadam ho kar har waqt sath rahain

    gey.

    Example 224 x 4 = 896

    Kisam Hashtam: Zakat akbar al-kabaer: ye akhri zakat hai yani amal akbaer ki tadad kophir haroof ke tadad se zarb de kar parhain is ko kabriat ahmar ya laal spaid kehtay hain.

    Example 896 x 4 = 3584

    2nd way

    AMAL KI ZAKAAT:

    Ism Ilahi ya phir kisi ayat ki zakaat se murad wird ki woh makhsoos tadathay jissay kernay kay baad uss isam ya aayat ki batni roohani qoowat amilki dastras main aa jaati hay(iss tadat ko nikalnay kay bohat say rules han)

    ZAKAAT AUR CHILLAY KA FARQ:

    jab kay chilla say murad dinno ko woh makhsoos tadat hay jiss main kissiisam ya aayat ki batni qoowat amil ki dastras main aa jaati hay(dinno ki yeatadat 3 say lay ker 40 tek ya uss say bhi ziada hoo sakti hay. simply sayingzakat=amount of reading of amal(perhai ki tadat) and chilla=amount ofdays(dinno ki tadat)

    ACTUALLY CHILLA IS A BIGGER TERM,AND WAZEEFA IS A SMALLER

    TERM, WAZEEFA MAY OR MAY NOT BE AN ELEMENT OF CHILLA,CHILLA MEANS ANY AMAL DONE FOR 40 DAYS,

    EXAMPLES:

  • 8/12/2019 Amal Ki Zakaat Ka Tariqa

    3/6

  • 8/12/2019 Amal Ki Zakaat Ka Tariqa

    4/6

    ZAKAAT KI NEEYAT:

    AAP KO AMAL SAY PHELAY APNI NEEYAT KO KHALIS KERNA HOOGA,YA AAP APNAY ZAATI MASAEL KAY HAL KAY LIYEE AMAL

    KERAIN,YA DOSRON KAY MASAEL KAY HAL KAY LIYEE AMALKERAIN,

    JAB MERAY SAMNAY YEA CHOICE AYEE THI TOO MAIN NAY "FAIZ"KI RAH APNAI,LAIKIN HER INSAAN KI APNI CHOICE HOOTI HAY.

    YAAD RAKHAIN, DOSRON KO SAYA DAINAY WALLA DERAKHT(TREE)KHUD HAMESHA DIRECT SUN LIGHT/HEAT KAY NEECHAY HOOTAHAY,

    ZAKAAT KI TADAD KA TAQARER:

    ZAKAT KAY LIYEE WIRD KI TADAD MALOOM KERNAY KA TAREEQA:KISSI BHI AMAL KI ZAKAT NIKALNAY KAY BOHAT SAY TAREEQAYHOOTAY HAN,AUR MAIN NAY HER TAREEQA KO AZMAYA HOWAHAY MAGAR MERAY TAJARBA MAIN ZAIL KA TAREEQA SAB SAYPUR-ASAR RAHA, ZAKAT KI TADAD KO NIKALNAY KAY ISS

    TAREEQAY KAY 4 DERJAAT HOOTAY HAN,HER DERJAY KA TAREEQAAUR USS TADAD KOO PERHNAY KA FAIDA ZAIL MAIN DEKHAIN,

    1)=ZAKAT KAY LIYEE WIRD KI TADAD MALOOM KERNAY KAY LIYEEAMAL KAY ADAD E ABJAD KO AMAL KAY HAROOF KI TADAD SAYZERB DEY KER "ZAKAT E AWAL" KI TADAD HASIL KI JAATI HAYFAIDA=(ISS SAY AMAL KISSI AIK MAQSAD MAIN KAMYABI DAITAHAY)

    2)="ZAKAT E AWAL" KI TADAD KO AMAL KAY HAROOF KI TADADSAY ZERB DEY KER "ZAKAT E DOOM" KI TADAD HASIL KI JAATIHAY FAIDA=(ISS SAY AMAL AIK SAY ZIADA KAMOO MAINISTMAAL HOO SAKTA HAY)

  • 8/12/2019 Amal Ki Zakaat Ka Tariqa

    5/6

    3)="ZAKAT E DOOM" KI TADAD KO AMAL KAY HAROOF KI TADADSAY ZERB DEY KER "ZAKAT E SOOM" KI TADAD HASIL KI JAATIHAY FAIDA=(ISS SAY AMAL KAY "MOWAKKIL" AMIL SAY MANOOSHOO JAATAY HAN,AUR GHAIBI TOER PER SAHIB E DAWAT YENIAMIL KAY IRD GIRD GHOMTAY REHTAY HAN)

    4)="ZAKAT E SOOM" KI TADAD KO AMAL KAY HAROOF KI TADADSAY ZERB DEY KER "ZAKAT E CHAHARUM" KI TADAD HASIL KIJAATI HAY FAIDA=(ISS SAY AMAL KAY MOWAKKIL SAHIB EDAWAT YENI AMIL KAY SAMNAY MOJASSAM HOO KER HAMESHAKAY LIYEE HASIR HOO JATAY HAN)

    EXAMPLE:AMAL= "COMPLETE BISMILLAH" KA AMAL,

    ADAD E ABJUD=786HAROOF KI TADAD=19

    1-ZAKAT E AWAL=786 X 19= 14,9342-ZAKAT E DOOM=14,934 X 19= 2,83,746

    3-ZAKAT E SOOM=2,83,746 X 19= 53,91,1744-ZAKAT E CHAHARUM=53,91,174 X 19= 10,24,32,306

    SOME IMPORTANT POINTS REGARDING THE ZAKAAT:

    1-RECITE THE AMAL(FOR WHICH YOU ARE GIVING THE ZAKAAT)WITH DAROOD SHARIF 7-7 TIMES BEFORE AND AFTER THE AMALAND PRAY FOR THE SUCCESS IN AMAL OR SOLUTION OF YOURPROBLEMS.

    2-START THE AMAL ON NEW MOON'S THURSDAY.

    3-DISTRIBUTE 40 NAN KABABS AS "KHARAAT/LUNGER E MOLA"BEFORE STARTING THE AMAL

  • 8/12/2019 Amal Ki Zakaat Ka Tariqa

    6/6

    4-THROW SOME BALLS OF WET FLOUR IN WATER AS SADQA EVERYSATURDAY OR AS DIRECTED BY YOUR OWN SPIRITUAL GUIDE.